बोर्ड का वायरींग कैसे करे, बोर्ड वायरींग का आसान तरीका
AAJ HAM SIKHENGE KI HAM APNE BOARD KI WIRING KAISE KARTE HAI
To Chaile Suru Karte Hai
वायरींग के लिए समान
- Wire
- Testor
- Wire cutter
ise dekhie-
board part:-
swich ragulater indicator 5 pin socket fuse.etcMAIN POINT:-
isme 2 wire PHASE & NUTRAL hote haiNote:-isme 3 wire bhi hote hai jo jyada use nahi karte hai uska naam BODY EARTH
aap photo me dekh sakte hai-
is photo me aap dekh sakte hai kinutral aur phase
kon haiisme side me aap dekh sakte hai ki ek wire nikla hai jo regulator ka hai jo fan me jaega
phase(garam) wire board ke har swich pe jaega
Nutral(thanda) wire board aur fan bulb ..... Ke conection me 1 wire jaega
Fuse:- fuse me phase ka wire aaega uske baad sab me aaega
- Indicato:-Indicator me phase nutral dono wire aega
Swich:-Swich me 1 wire phase ka aega
Ragulator:-Ragulator me ek phase ka aaega(swich ki tarah)
5 pin socket me ek nutral aur ek swich se hote hue phase ka wire
fan/bulb/.etc conection
fan and bulb .... Ya kisi aur electonic device me 2 wire hi hote hai ek nutral aur dusra phase
Nutral hamesa bulb/fan/... Ke nutral wire me jura rahega
Phase hamesa swich se jura rahega q ki swich hone per devices on/off honge



